Home › Card Size Guide
Indian Cards ka Print Size Guide
Sab PVC/ATM cards ka size lagbhag ek hi hota hai: 85.6 × 54 mm (8.56 × 5.4 cm, 3.37 × 2.13 inch). Neeche har card ka alag page hai.
- Aadhaar Card86 × 54 mm
- PAN Card85.6 × 54 mm
- Voter ID (EPIC) Card85.6 × 54 mm
- Driving Licence (Smart Card)85.6 × 54 mm
- Ayushman Bharat Card (PM-JAY)85.6 × 54 mm
- ABHA Health Card85.6 × 54 mm
- e-Shram Card85.6 × 54 mm
- Passport Booklet125 × 88 mm
- Maha ID (MahaSarathi) Card85.6 × 54 mm
Ration Card aur Labour Card ka size state ke hisaab se alag hota hai, isliye inka ek fix size nahi diya.
Sab cards ka size ek table mein
| Card | mm | cm | inch |
|---|---|---|---|
| Aadhaar Card | 86 × 54 mm | 8.60 × 5.40 cm | 3.39 × 2.13 inch |
| PAN Card | 85.6 × 54 mm | 8.56 × 5.40 cm | 3.37 × 2.13 inch |
| Voter ID (EPIC) Card | 85.6 × 54 mm | 8.56 × 5.40 cm | 3.37 × 2.13 inch |
| Driving Licence (Smart Card) | 85.6 × 54 mm | 8.56 × 5.40 cm | 3.37 × 2.13 inch |
| Ayushman Bharat Card (PM-JAY) | 85.6 × 54 mm | 8.56 × 5.40 cm | 3.37 × 2.13 inch |
| ABHA Health Card | 85.6 × 54 mm | 8.56 × 5.40 cm | 3.37 × 2.13 inch |
| e-Shram Card | 85.6 × 54 mm | 8.56 × 5.40 cm | 3.37 × 2.13 inch |
| Passport Booklet | 125 × 88 mm | 12.50 × 8.80 cm | 4.92 × 3.46 inch |
| Maha ID (MahaSarathi) Card | 85.6 × 54 mm | 8.56 × 5.40 cm | 3.37 × 2.13 inch |
PVC card aur paper print mein size
Aadhaar, PAN, voter ID, driving licence, Ayushman aur ABHA jaise PVC cards ATM card jitne hote hain: lagbhag 85.6 × 54 mm. Ye ISO/IEC 7810 ID-1 (CR80) standard size hai. Har card ke page par PVC aur paper (A4) dono ke hisaab se size, ek A4 par kitne aate hain aur print test box milta hai. Jahan sarkari source nahi mila wahan page par saaf likha hai.
Official sites aur download links ke liye Quick Links dekho.