Printsahi
Home › Bill / Invoice Maker — dukaan ka bill 1 minute mein

Bill / Invoice Maker — dukaan ka bill 1 minute mein

Saman, matra aur rate bharo, total apne aap nikal aata hai. UPI QR ke saath print karo ya WhatsApp par bhejo. Dukaan ki details aur saman ke rate aapke browser mein yaad rehte hain.

Bill Maker kholo →

Kaise banate hain

  1. Upar wala button dabakar tool kholo.
  2. Dukaan ka naam aur UPI ID likho. Ye ek baar likhna hai.
  3. Saman ka naam, matra (jaise 5 kg) aur rate bharo.
  4. Kul bill dikhega. Print karo ya WhatsApp par bhejo.

Kaun sa bill banta hai

GST ka hisaab sirf aapke daale rate se hota hai. Kaunsa GST lagega, ye aap ya aapka CA tay karein.

Aksar pooche jaane wale sawaal

Mera data kahan save hota hai?

Sirf aapke phone ya computer ke browser mein. Hamare server par kuch nahi jaata. Backup download ka button bhi hai.

UPI QR kaise aata hai?

Apni UPI ID bharo. Bill par baaki bachi rakam ka QR apne aap ban jaata hai.

Kya ye free hai?

Haan, bina login ke.

Ye bhi kaam aayenge