Printsahi
Home › Map Par Aao — apni jagah ka Google Maps QR

Map Par Aao — apni jagah ka Google Maps QR

Apni jagah ka QR banao. Visiting card, shaadi card ya poster, kahin bhi laga do. Scan karte hi Google Maps khulega aur raasta mil jayega.

Map Par Aao kholo →

Kaise use karein

  1. Upar wala button dabakar tool kholo.
  2. Google Maps ka link chipkao, ya "Main yahin hun" dabao. Jagah Maps par nahi hai to tool add karne ke steps batata hai.
  3. QR banao.
  4. Download karke card, poster ya sticker par lagao.

Isme kya kya milta hai

Aksar pooche jaane wale sawaal

Kya ye free hai?

Haan, bina login ke.

Kya mera pata kahin save hota hai?

Nahi. QR aapke browser mein hi banta hai.

Ye bhi kaam aayenge